
Es episode mein ek kahani se ye btane ki koshish ki hai k bole hue shabd vapis nahi aate .esliye hame har kisi se soch samajh kar baat krni chahiye .or gusse mein kbhi kisi ko bura bhala nahi bolna chahiye ho sake utna shanti se chupi bnaye rakhna chahiye.
Dec 18, 2020
2 min

Aaj k es episode mein hume ye smjmein aayega k hamare liye life mein kya jruri h kankar ,pather ya ret .hamare life ki kuch asi chize h jo bhet jruri hote h or une kankar ,pather or ret se dekhne ki koshish ki gyi h .pather yane vo important chize hai life ki jse family or kankar yane vo sab chize jo adhik mahatvpurn nhi h or rate vo baki sabhi chize h jise hum purn karne mein apni sari energy , time barbad krte h .or es vajah se hame life k un important kam krne ko time nhi milta hai..
Dec 6, 2020
2 min