AMT Motivation
AMT Motivation
Anjallee
Dec 6, 2020 · 2 min

Es show k sare episode unlogo k liye madadgar sabit hoge jine har tarah k motivation ki jrurat h .

MP3
Aaj k es episode mein hume ye smjmein aayega k hamare liye life mein kya jruri h kankar ,pather ya ret .hamare life ki kuch asi chize h jo bhet jruri hote h or une kankar ,pather or ret se dekhne ki koshish ki gyi h .pather yane vo important chize hai life ki jse family or kankar yane vo sab chize jo adhik mahatvpurn nhi h or rate vo baki sabhi chize h jise hum purn karne mein apni sari energy , time barbad krte h .or es vajah se hame life k un important kam krne ko time nhi milta hai..

This podcast uses Anchor (from Spotify) for stats, tracking, and dynamic audio. What this means Episodes play from the podcast's own servers, unmodified. Not affiliated with Podbay.