Techy Bhaltair
Techy Bhaltair
Pranshu Pathak
|| नमस्कार दोस्तों स्वागत है आप सभी का टेकी भलटायर पॉडकास्ट में || Techy Bhaltair is Short form Tech Podcast that delivers you a Tech Podcast every week in Hindi. This Podcast is hosted by Pranshu and he himself deliver the content . Stay tuned with every week to listen a fresh new Podcast from Techy Bhaltair. Do Follow on twitter @TechyBhaltair for every single update.
2021 Tech Wrapped Up !
Aaj ke is podcast humne 2021 mein aaye Tech ko wrap up kiya hai. Techy Bhaltair, S21 Ultra, Mi 11 Ultra, iPhone 13, Google Pixel 6, Windows 11, EVs, Cryptocurrencies aur bhi bahut saari chizo ke baare mein baat kiya hai; jaise ki Short form of achhe Content jise 2021 mein logo ne pasand kiya. Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/TechyBhaltair Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair ---- Intro Track by DivKid - https://bit.ly/3oX94si --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Dec 29, 2021
21 min
#20 Trying New Things, Spotify Podcaster Wrapped
Aaj ke is Podcast mein humne kuch nayi chizo ko explore karne ki koshish ki hai aur ofcourse baat ki hai Spotify 2021 Wrapped ke baare mein, saath mein spotify Q&A Feature ko bhi pahle baar explore kar rahe hain, apne podcast ke Audio Quality ke baare mein bhi baat kiya hai. Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/TechyBhaltair Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair ---- Intro Track by DivKid - https://bit.ly/3oX94si --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Dec 16, 2021
5 min
#19 Flying Car Intercity Flight Completed
Aaj ke is podcast mein humne baat ki hai Flying Cars ke baare mein jise Klein Vision Company ne banaya hai aur AirCar ki Intercity Flight ko bhi successfully complete kiya gaya. BGMI ke launch ke baare mein, Airtel Black plan ke baare joki ek all in on solution/connection hai. Content in this Podcast : i. Stefan Klein's Flying Car ii. Airtel Black Plan iii. Jio Emergency Data Plan iv. BharatNet v. Twitter and Whatsapp features Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/TechyBhaltair Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jul 4, 2021
11 min
#18 Windows 11 features, jiophone next, joker
Namaskar aaj ke is podcast mein humne baat kiya hai majorly windows 11 ke baare mein, jio 44th AGM ke baare mein, jiophone next, joker malware aur africrypt ke baare mein. I. Windows 11 features II. Joker Malware III. Jio Phone next and new plan IV. Africrypt scam Apps infected by Joker Malware: Auxiliary Message, Fast Magic SMS, Free CamScanner, Super Message, Element Scanner, Go Messages, Travel Wallpapers, and Super SMS Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 27, 2021
19 min
#17 One Year of Podcasting, Windows 11 Leaked Version
Aaj ke is podcast mein humne baat kiya hai humare podcast channel ke ek saal poore hone ke baare mein, poore ek saal mein humne kaise podcast banaye, windows 11 ki leaked version ke baare mein jise kaafi logo ne use bhi kar liya hai, bgmi Battlegrounds Mobile India ke early access ke baare mein joki ab sabke liye available hai halaaki aur bhi kai saari chije bgmi ke saath mein ho raha hai :)) Links: Voice Message : https://anchor.fm/techybhaltair/message Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 21, 2021
14 min
PowerBank App - 250 Crore Fraud| Double Return | Be safe and secure
Aaj ke is podcast mein humne baat kiya hai powerbank App ke baare mein joki users ke 250 crore ka fraud kiya hai peechle 4 mahine mein. Bahut hi khatarnaak aap hai ye joki 25 din mein paise double waale hi scheme par kaam karti hai. In apps se satark rahe saavdhan rahe Links: Voice Message : https://anchor.fm/techybhaltair/message Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 14, 2021
10 min
#16 Jio new freedom plans, Youtube Music replay mix, wwdc wrap up , 2021 Apple Design Award
Aaj Sunday ke is weekly roundup podcast mein humne share ki hai kuch news is takniki duniya se jaise ki jio ki nayi freedom plan jaha milta to bahut kuch hai lekin milta kuch bhi nahi, youtube music ki nayi replay mix playlist, apple ke 2021 WWDC event wrap up aur 2021 apple design award. Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 13, 2021
8 min
Micromax in Smartphones Updates | Security Patch Update & Android 11
Namaskar dosto aaj ke is podcast mein humne baat kiya hai IN smartphones mein updates ke deri ke baare mein ki aakhir update mein itni delay kyu ho rahi hai. in1b mein to abhi may mein update dekhne ko mila hai lekin in note 1 mein abhi bhi koi update nahi hai. Android 11 ki update hume in note 1 mein dekhne ko milegi . Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 11, 2021
10 min
#15 Windows 11 update, WWDC 21 event, bgmi 20M
Namaskar dosto aaj ke is podcast ke andar humne baat ki hai windows 11 ke launch ke baare mein joki 24 june ko microsoft apne event mein launch karega, apple ke wwdc 21 events kw kuch key points ke baare mein, aur saath bgmi se related kuch updates ke baare mein. Share !!! Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 6, 2021
12 min
Google Project LaMDA - Do conversation with pluto, paper plane
Namaskar dosto aaj ke is podcast mein humne baat kiya google ke project LaMDA ke baare mein. Project LaMDa basically machine learning based ek next level assistant ya apna dost ya communication service kah sakte ho jaha aap LaMDa se kisi bhi topic ke baare mein ek open ended conversation kar sakte ho jo ki aapko ekdam real lagega. Lagega ki aap kisi insaan se baat kar rahe hain, is chij ke baad mein aap apne aap oo entertain karke kaafi saari chijo ko sikh bhi sakte ho. Share !!! Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
Jun 4, 2021
15 min
Load more