
Wo tere naseeb ki barishen, kisi aur chhat pe baras gayin.....kahan aa k rukne thae raastey, kahan maurh tha usse bhool jawo jo mil gaya usse yaad rakh, jo nahin mila usse bhool jawo tere naseeb ki baarishen, kisi aur chhat pe baras gayindil-e be khabar, meri baat sun, usse bhool ja, usse bhool jamain to gum tha tere hi dhyan main, teri aas, tere gumaan main,saba keh gayi mere kaan main, mere sath aa, usse bhool jakisi ankh main nahi ashq-e gham, tere baad, kuch bhi nahi hai kam,tujhe zindagi ne bhula diya, tu bhi muskura, usse bhool jakahin chaak-e-jaan ka rafoo nahi, kisi aatin pe lahu lahu nahi,ki shaheed-e-raah-e-malaal ka, nahin, khoon baha, usse bhool jatujhe chand ban k mila tha jo, tere sahilon pe khila tha jo,wo tha ek dariya visaal ka, so utar gaya, usse bhool jaBy Amjad Islam Amjad
Oct 23, 2025
3 min

" YAAD RAKHNA"POETESS: SAIRA RAHEEL KHANpodcast: Sufi shayari #urdupoetry #sadpoetry #sadshayariWo Dil Ke Jis Main Khuda Makeen Hai Wo Dil Dukhaoo to Yaad Rakhna; Heart Touching Sad Poetry in Urdu by Saira Raheel Khan.वो दिल के जिसमें ख़ुदा मकीं है वो दिल दुखाओ तो याद रखना किसी की आँखों में दर्द प् कर जो मुस्कुराओ तो याद रखना जो हार बैठा हो तुम पे सब कुछ उस आदमी से तुम ख़ुद परस्ती में जीत जाओ तो याद रखना وہ دل کے جس میں خدا مکیں ہےوہ دل دکھاؤ تو یاد رکھناکسی کی آنکھوں میں درد پاکرجو مسکراؤ تو یاد رکھناجو ہار بیٹھا ہو تم پہ سب کچھ اس آدمی سے تم خود پرستی میں جیت جاؤ تو یاد رکھناکسی کے غم پہ جو بے حسی کا جشن مناؤ تو یاد رکھنابدن کی خستہ عمارتوں پر ہوس کا اپنی محل بناؤ تو یاد رکھناکسی کے چہرے پے فکر دوراں کی سلوٹوں میںکسی سرہانے رکھی ہوئی بھیگی کروٹوں میںاداس آنکھوں کی سرخ مائل سی تشنگی میںلرزتی سانسوں میں ختم ہوتی سی زندگی میںجو سنگدلی کا قرار پاؤ تو یاد رکھناکہ دیر ہے پر اندھیر نا ہے ہمارے اوپر جو اک خدا ہےوہ دور بیٹھا سب دیکھتا ہےبہت کڑا وہ حساب کرتا ہےیاد رکھناتم اس کا انصاف بھول جاؤ ہزار لیکنبشر کی اپنی ہر ایک لغزش وہ یاد رکھتا ہےیاد رکھن#sad #poetry #sadshayari shayari #yaad rakhna #hearttouching touching #yaad rakhna poetry #sadpoetry poetry in urdu #wo #dil ke jis main #khuda makeen hا
Feb 27, 2025
2 min

Shahid Kbirmade varied contributions to Urdu poetry.Screenwriter for the drama “Mirza Ghalib” presented in 1957 at the Fine Arts Drama Competition at Rastrapati Bhawan, New Delhi he was an active writer since 1952, writing articles, short stories and ghazals for most leading periodicals of India.
Feb 16, 2025
2 min

A soothing ghazal by
Abid Adeeb , Udaipur Rajashthan
Oct 29, 2024
2 min

karb chehre se mah o saal ka dhoya jaye by Shahid Kabeerkarb chehre se mah-o-sāl kā dhoyā jaa.e aaj fursat se kahīñ baiTh ke royā jaa.e phir kisī nazm kī tamhīd uThā.ī jaa.e phir kisī jism ko lafzoñ meñ samoyā jaa.e kuchh to ho raat kī sarhad meñ utarne kī sazā garm sūraj ko samundar meñ Duboyā jaa.e baj ga.e raat ke do ab to vo aane se rahe aaj apnā hī badan oḌh ke soyā jaa.e narm dhāge ko masaltā hai koī chuTkī meñ saḳht ho jaa.e to motī meñ piroyā jaa.e itnī jaldī to badalte nahīñ hoñge chehre gard-ālūd hai ā.īne ko dhoyā jaa.e maut se ḳhauf-zada jiine se be-zār haiñ log is alamiye pe hañsā jaa.e ki royā jaa.e
Dec 31, 2023
2 min

Agar tum mohabbat ho by zeeshan SahilA short yet beautiful Nazm
Dec 31, 2023
1 min

20th November remembering faiz in his Death Anniversary
Nov 20, 2023
2 min

A superb Ghazal by Yusuf Bashir Qureshi, a versatile artist
Ek soch aqal se fisal gayi
Oct 7, 2023
2 min
Load more
