Shayari
Shayari
Manoj Agarwal
Main Chahta Bhi Yehi Tha, Woh Bewafa Nikle
1 minutes Posted Apr 10, 2023 at 3:01 pm.
0:00
1:46
Download MP3
Show notes

Main Chahta Bhi Yehi Tha, Woh Bewafa Nikle


Mai Chahta Bhi Yehi Tha, Wo Bewafaa Nikle

Use Samajhne Ka Koi To Silsila Nikle


Kitaab-e-maazi Ke Panne Ulat Ke Dekh Zara

Na Jaane Kaun Sa Panna Muda Hua Nikle


Jo Dekhne Mein Bahut Hee Karib Lagtaa Hai

Usi Ke Baare Mein Socho To Faasila Nikle


Lyrics: Waseem Barelavi


मैं चाहता भी यही था,वो बेवफ़ा निकले

उसे समझने का कोई तो सिलसिला निकले


किताब-ए-माज़ी के पन्ने उलट के देख ज़रा

न जाने कौन सा पन्ना मुड़ा हुआ निकले


जो देखने में बहुत ही क़रीब लगता है

उसी के बारे में सोचो,तो फ़ासला निकले