Shayari
Shayari
Manoj Agarwal
Mere darwaze se ab chand ko ruksat kar do
1 minutes Posted Apr 9, 2023 at 5:28 pm.
0:00
1:19
Download MP3
Show notes

Mere darwaze se ab chand ko ruksat kar do/ मेरे दरवाज़े से अब चाँद को रुख़सत कर दो


मेरे दरवाज़े से अब चाँद को रुख़सत कर दो

साथ आया है तुम्हारे जो तुम्हारे घर से

अपने माथे से हटा दो ये चमकता हुआ ताज

फेंक दो जिस्म से किरणों का सुनहरी ज़ेवर

तुम्ही तन्हा मेरे ग़म-खाने में आ सकती हो

एक मुद्दत से तुम्हारे ही लिए रखा है

मेरे जलते हुए सीने का दहकता हुआ चाँद


Mere darwaze se ab chand ko ruksat kar do

Saath aaya hai tumhaare jo tumhaare ghar se

Apne maathe se hata do ye chamakta hua taaj

Fenk do jism se kirnoN ka sunahri zewar

Tumhi tanha mera gham-khaane mein aa sakti ho

Ek muddat se tumhare hi liye rakha hai

Mere jalte huye seene ka dahakta hua chaand