
Kaffi Mazza anea wala hea. Kaffi short but to the point baat hoga aur itna mast Revise karaunga na ki hema,pushpa,jaya aur rekha sabb ki pasand ratta maar hoa ga. Sabsea phlea class 12th ka physics uskea baad chemistry. So are you ready for it. Toa bhai utha loa apna kanthushwa(earphone), pen aur copy. Aur joa bhi samajh may aa raha hea likthea jao. Aur pasand aayea toa share karna aur hann toppers koa maat share karna
Jan 30, 2020
13 min
