
Dushyant kumar ji ki kavita "main jise odhta bichata hi wo gazal aapko sunata hu" ki chand panktiyon ko prerna bana kar likha gaya gana "tu kisi rail si guzarti hai main kis pul sa thartharata hu"... Is thehraw aur bahaw ke behad khubsurat safar pe chaliye mere sath...
Jan 25, 2020
11 min

Ek dost ki request par aaj ye kavita padhne ko ji kar aaya...
Jan 20, 2020
17 min

Nida Fazli ke alfazon se jeewan ki paribhasha ek baar fir yaad aagayi aur safar ke dauran bhagte daudte logo ki kataren dekh kar wo gana yaad aaya jo insaan ko insaan ki yaad dilata hai... ek behad aziz dost ki farmaish pe...
Aug 1, 2019
11 min

Galib ke kalamo me se ek aaj mujhse takraya (Har ek baat pe kehte ho tum ki tu kya hai? Tum hi kaho ye andaz-e-guftagu kya hai...)to jo khyal zehan me uthe bus wahi pesh hai yanha...
Jul 31, 2019
7 min

Cause Amir Khusro said " Khusro Dariya Prem Ka, Ulti Ba ki Dhar. Jo Utra So Dhub Gaya, Aur Jo Dhuba So Paar"...
Jul 30, 2019
3 min
