MilkyWay Podcast
MilkyWay Podcast
Shobhit Gupta
Milkyway galaxy mein bastaa hai ek chotaa saa planet jaha panapti hai zindagi, ush planet ko hum kehte hai prithvi, ushi planet se hai hum teeno joh desh-videsh, sukh-dukh aur tarah tarah ke real world topics ke baare mein baat karte hai, jaha taang khichnaa toh bantaa hai, majak karnaa aur behash karnaa bhi, ab yeh safar shuru hua hai toh prithvi ke jeevan mein aati dikate aur mangal pe aane waale so called life ke baare mein toh baat hokar rahegi, prithvi se milkyway aur ush bhi aage ki baat cheet hum kar ke rahenge, swagat hai aapka shaandaar collection of conversations mein.
Relationship
Ish podcast mein hum teeno relationship ke baare mein baat kar rahe hai, jaha ek dusre ki taang khichi jaa rahi hai, woh toh bandar kaa pariwar aa gaya isliye ishkaa part 2 jald aayega.
Feb 18, 2023
3 min
Health is wealth - a sarcastic discussion with my family.
In this very first podcast, i'm talking about the optimistic thinking that how I wants to purchase the farmhouses and on this topic my family is reacting in very own sarcastic ways, let see how funny it could be...
Feb 11, 2023
8 min
Trial Podcast : Fear
It's just trial ball.
Aug 19, 2020
40 sec