
Bada Bura Lagta hai iss dauran jab log paiso ke liye dusro Ka Nahi Soch rahe. Suniye aur agar Sahi lage toh kaam se kaam khud toh fayda mat uthayiye. Shukriya
May 12, 2021
2 min

Kabhi Kabhi Zindagi Mai "All we want is little push" ek dhak-ka that's it, shayad aaj aapko ye push ki jarurat ya Aapke dost ko, suniyega aur bhejeyega unko, aage badhne ke liye madad hogi unki. - @tanmaytarte
Mar 24, 2021
1 min

Weirdest episode Mai se top pe Hoga ye, Kyuki akele Mai aadmi Kuch bhi sochta haina. Bas isseliye. @tanmaytarte
Mar 17, 2021
2 min

Notice Kari hai Kuch cheeze jo sunke shayad aapko bhi lage ki "Haa.. haa haaan sahi baat he toh Kar raha hai ye" suniye aur batayeyi kaisa laga Instagram par (@tanmaytarte). SUNIYE AUR SHARE KARIYE.
Mar 10, 2021
2 min

Baat gehri hai, Shayad Samaj Aayegi aapko. Baat hogi Future ki, Aur aapko aur muje kya Karna chaheye vo future ke liye Uske. Aayiye Sunte hai, "KUCH BAATEIN"
Mar 3, 2021
2 min

Zindagi aasan ho toh kya Maza. Kathin lage toh Saza, Jeet gaye to Khushi, Haar gaye toh kya he jiya. Confuse hogye na? Aayiye sunte episode aur jante hai. Also, Follow me on Instagram - @tanmaytarte, karte hai baat vaha.
Feb 24, 2021
2 min

"Sometimes doing nothing is the best gift you can give yourself" हम केवल इस उद्धरण के बारे में बात करेंगे, एक आदमी की अद्भुत कहानी और ताले खोलने की उसकी कला के साथ।
Feb 17, 2021
2 min

मूड स्विंग ke upar Kafi cheeze hai jiske barei me Hum Kafi Kuch Bolte hai, sochte hai, par Bahar Nahi Nikal pate, par kya vo WORTH hai? Ye janne ke liye ye episode he Sunna padega. Suniye aur batayiye kya Lagta hai aapko via DM on @tanmaytarte. Edited by:- Sahil Bhonde
Feb 10, 2021
2 min

हम सभी कुछ शुरू करना चाहते हैं, यह कुछ भी हो सकता है, लेकिन हमेशा कुछ हमें पकड़े रहता है aur hum kitne bhi Koshish kare, हम उसे निहार नहीं सकते। Isn't this wrong? Chaliye sunte hai kaise hum usse Kar sakte hai, Karna chaheye bhi ya Nahi, aayiye jante hai. SATH MAIN.
Feb 3, 2021
2 min

Kya तुम्हारे sath bhi Hota hai, 3-4 mahine se baat Nahi हुई to dosti kamjoor hojati hai, aissa Lagta hai. Chaliye sunte hai kya Kar sakte hai aur kya hua hoga.
Jan 27, 2021
3 min
Load more
