GreatGrandGhazals(G3)- Alfiya Sheikh
GreatGrandGhazals(G3)- Alfiya Sheikh
Alfiya sheikh
G3 (Great Grand Gazals) brings to you the best of all written gazals by all kind of poets.
Tu Yaad Aaye
Written by prof. Ozair Raheman
Apr 16, 2021
1 min
Zindagi
By Firaq Gorakhpuri. Best line: बहुत पहले से उन क़दमों की आहट जान लेते हैं तुझे ऐ ज़िंदगी हम दूर से पहचान लेते हैं!
Jan 24, 2021
2 min
Dil-e-nadan ❤
By Mirza Galib❤  #Love  Mushaira |  Nazm | Shayaris  Lyrics:  dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai āḳhir is dard kī davā kyā hai ham haiñ mushtāq aur vo be-zār yā ilāhī ye mājrā kyā hai maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñ kaash pūchho ki mudda.ā kyā hai jab ki tujh bin nahīñ koī maujūd phir ye hañgāma ai ḳhudā kyā hai ye parī-chehra log kaise haiñ ġhamza o ishva o adā kyā hai shikan-e-zulf-e-ambarīñ kyuuñ hai nigah-e-chashm-e-surma sā kyā hai sabza o gul kahāñ se aa.e haiñ abr kyā chiiz hai havā kyā hai ham ko un se vafā kī hai ummīd jo nahīñ jānte vafā kyā hai haañ bhalā kar tirā bhalā hogā aur darvesh kī sadā kyā hai jaan tum par nisār kartā huuñ maiñ nahīñ jāntā duā kyā hai maiñ ne maanā ki kuchh nahīñ 'ġhālib' muft haath aa.e to burā kyā hai
Jan 8, 2021
1 min
Pehli Si Mohobbat
GreatGrandGazals brings to you new episode and yet another writing of Faiz Ahmad Faiz: Muzse pehli si mohobbat mere mehboob na mang!❤ #urdu #urdupoetry #gazals
Dec 27, 2020
1 min