Food Trails
Food Trails
Red FM
Litti Chokha
8 minutes Posted Sep 30, 2021 at 9:32 am.
0:00
8:10
Download MP3
Show notes

Woh gaana suna hai! Musafir hoon yaaron, naa ghar hai na theekha. Imagine agar ye gaana kisi khane ki cheez par picturise kiya jaaye toh woh kya hogi? Baati Chokha. Yes. Bihar se chalte chalte UP aur phir MP hote hue Rajasthan. Na ghar hai naa theekana wali line galat hogi ki kyunki Baati Chokha jahan jahan se guzra, woh wahin ka ho gaya, naam badla thoda ayaam badla lekin kaam tamaam ho gaya J  

Suniye Baati Chokha ki kahani aaj ke episode Food Trails with Hem.  

See omnystudio.com/listener for privacy information.