Unwanted Shayaar
Unwanted Shayaar
Rubul Rashed
Begum Ji || A token of love to special one || Podcast Ep - 01 || @Unwantedshayaar
3 minutes Posted Mar 10, 2022 at 12:13 pm.
0:00
3:50
Download MP3
Show notes

" Begum Ji" was written back in the month of Feb, 2022.  Unki adaaye thodi bholi si hai  Ishq ko muhabbat karne mai thodi waqt lage hai   Aisi Mansoom si chehre pe hum kahi bar itraye reh Dil e nadaan kyun jane yaha par fisaal gye  Dil e nadaan najane kyun yahi par fisaal gye   Maine usse dekhte hi rha chup ke se  Haal e dil batate rha akhoon ki isharo se   Woh gulaab si gaal simati Rahi dhoop ko sao mai  Mai dil laga baitha unki khoosbo ki adayoon mai   Unki nasheli akhein mujhe satati rhi  Dil lagane se bhi kuch pal itrate rhi  Dekha jab Jhak kar parde unki gham o mai dooba woh shaqs  Maine haath badaya kisi tarha woh meri ruh leepat gyi 


 -@unwantedshayaar