sadiqrazvisdi
sadiqrazvisdi
Mohammad Sadiq Razvi ( Rukn e Shura Sunni Dawate Islami,Mumbai,India )
Aug 31, 2021 · 12 min

Azmaish Ki Ghadiyon Me Ek Aalim e Rabbani Ka Kirdaar

MP3

Yeh Kahani ek Nek Aalim e Deen o Masjid ke Imaam ki hai. Ek martaba woh apne ek dost ki dawat par apne chote se bete ko saath lekar Pani ke Jahaz ke zariye Samandar ke safar par gaye jahan maqsad samandar ki sair ke saath Machli ke shikar ka tha. Abhi woh log Samandar me pahunche hi the ke Jahaz ka ingine kharab ho gaya, Kashti me surakh bhi hogaya, dekhte hi dekhte Jahaz doobne laga. Tino Jahaz se Samandar ke pani me aa gaye aur doobne lage. Phir tino ki jaan bachi to bhala kaise aao sunte hain...........

This podcast uses Anchor (from Spotify) for stats, tracking, and dynamic audio. What this means Episodes play from the podcast's own servers, unmodified. Not affiliated with Podbay.