
Mirza Ghalib ke 10 Behtareen sher | Urdu shayari Mirza Ghalib Urdu Literature
Dosto Mirza Asadullah baig khan Ghalib urdu ke sabse khaas shayar hain. urdu literature inke bina adhura hai. ghalib ne urdu ko badi zinnat bakshi hai. aaj bhi urdu shayari ki baat chalate ghalib ka zikr zaroor hota hai. aaj inki death aniversary hai, or isiliye main lekar aaya hun inke 10 behad khubsurat sher jo aaj bhi zinda hain.15th Feb is the Death anniversary of Mirza Ghalib.poet Mirza GhalibRecited by Faiz AhmedSearch my channel Alfaz e Qalb on you tube. 1. Ishq mein jeene marne ka farq nhi hota jise dekh kar jeete hain usee kaafir pe dam nikle2. Hazaron khwahishen esi hain ki Har khwahish pe dam nikle Bahht nikle mere armaan phir bhi km nikle3. Nikalna khuld se Aadam ka sunte aae hn hm Lekin bade be aabroo hokr tere kooche se hm nikle4. Hum ko Maloom hai jannat ki HaqikatLekin Dil k khush rakhne ko Ghalib ye khyaal acha hai5. Na tha kch to khuda tha na hota kch to khuda hota Duboya mujhko mein hone ne n hota mein to kya hota6. Dard e minnat kaash e Dawa n hua n mein acha hua n bura hua.7. Hum jo hijr mein Deewar-o-darr ko dekhte hainkabhi Hum Saba ko kabhi nama bar ko dekhte hnwo jo aae Ghar Hamre khuda ki Qudrat Haikabhi hum unko kabhi Apne Ghar Ko dekhte hain.8. unke Dekhne se aajati h chehre pe Raunaqwo samajhte hain ki biimaar ka haal acha hai9. Aah ko chahiye ik umr asar hone takkaun jeeta hai tere zulf ke sar hone tak10. Ishq se Tabiyat ne ziist ka maza payaDard ki Dawa paeee Dard be Dawa paya.
This podcast uses Anchor (from Spotify) for stats, tracking, and dynamic audio. What this means Episodes play from the podcast's own servers, unmodified. Not affiliated with Podbay.
