भारत
भारत
Dr. Partibha Mahi
Dear, Friends Ishq E Watan episode ke andar Kuchh Aise geet, kavitaen, dohay, kahaniyan ityadi sammilit ki Jayegi. Taki Hamari aanewali , nayi pidhi ke hirday mein, Deshbhakti ki Bhavna jagrit ho sake. Hamari nayi pidhi Apne Swatantrata senaniyon ke bare mein Jankari prapt kar sake. Aapke andar desh ko Samajne Ka, Apne Shahar ko ek Achcha Bhavishya Dene ka jazva Paida ho sake aur aap sabhi ko Ek Nai Prerna mil sake. Yahi mera maksad hai. Apko ydi meri kavitayen pasand ayen or achchi Lagen , To Adhik se Adhik share Karen, like Karen aur comment karke mera Hosla badhane Thanks 💐💐💐💐💐💐 Dr. Pratibha Mahi 💐💐💐💐💐💐
इश्क़-ए-वतन #जयहिन्द #माँ #भारत #देशप्रेम #शहीद #मात्रभूमि
Ishq E Watan yah episode isliye Shuru Kiya Hai Taki ki aap Sabhi Tak Apne likhe hue, desh ko samarpit, desh bhakti geet, kavitaen, gazal , ityadi pahunch sake. Agar aapko Mere Geet Meri rachnaen pasand Aati Hain, To aap Adhik se Adhik logo Tak, use pahunchayen aur like Karen. comment Karen tatha Mera Hosla Badhaye . Taki main aapko Har EK din in Ek Nayi Rachna, naya geet Aap Tak bhej Sakun. Shukriya
Jan 24, 2021
59 sec